You can listen to the soundtrack here.
Dhoop Ke Makaan
Singer(s): Shekhar Ravjiani, Sunidhi Chauhan, Caralisa Monteiro, Mikey Mcclearyu
Music Director: Vishal – Shekhar
Lyricist: Prasoon Joshi
Length: 4:31
(Shekhar)
Baarish hai khayalon mein, sab dhul jaayega
Roshan rasta naya ik khul jaayega
Beh jaayega, tinka tinka kal ka silsila
Chalo mil jaayega aur ik haseen kaafila
Chalo
(Chorus)
Dhoop ke makaan sa yeh
Hai safar dhalaan sa yeh
Mod meherbaan sa hai yeh
(Caralisa)
If you believe sun is shining, love is finding your way
(Chorus)
Dhoop ke makaan sa yeh
Hai safar dhalaan sa yeh
Mod meherbaan sa hai yeh
(Caralisa)
if you believe sun is shining, love is finding your way
(Sunidhi)
Chhat tapakti hai kabhi ehsaas ki
Raat aati hai puraani pyaas ki
Par naye naye baadal baras kar jhoomte hain
Boondh ki ladiyon se maathha choomte hain
Dekhne ki yeh ghadi hai, ik nayi rut sang khadi hai
Baat chhoti par badi hai yeh
(Chorus)
Dhoop ke makaan sa yeh
Hai safar dhalaan sa yeh
Mod meherbaan sa hai yeh
(Caralisa)
If you believe sun is shining, love is finding your way
(Chorus)
Dhoop ke makaan sa yeh
Hai safar dhalaan sa yeh
Mod meherbaan sa hai yeh
(Caralisa)
If you believe sun is shining, love is finding your way
(Shekhar)
Kitni unchi shaak pe khushiyon ke pal
Phir bhi khushboo tod li humne uchhal
Haan kaanch ka saamaan de aur gir gaye hum
Jod kar khud ko banaane phir gaye hum
Door dariya ke kinaare, zindagi karti ishaare
Aasmaan pe hai naye taare
(Chorus)
Dhoop ke makaan sa yeh
Hai safar dhalaan sa yeh
Mod meherbaan sa hai yeh
(Caralisa)
If you believe sun is shining, love is finding your way
(Chorus)
Dhoop ke makaan sa yeh
Hai safar dhalaan sa yeh
Mod meherbaan sa hai yeh
Dooriyan Hai Zaroori
Singer(s): Vishal Dadlani, Monica Dogra
Music Director: Vishal – Shekhar
Lyricist: Prasoon Joshi
Length: 4:09
(Monica)
Thodi thodi guzre pakad kabhi taaza si hawayein
Saate saate se yeh rishte apni baahon ko phailayein
(Chorus) Mera mann, (Monica) toh bas gungunaana chahe
(Chorus) Uska mann, (Monica) khul ke geet gaana chahe
(Chorus) Muskurao, (Monica) main woh khilkhilana chahe
(Monica) Hai ziddi yeh badi majbooriyan bhi
(Monica + Chorus) Dooriyan bhi hai zaroori, bhi hai zaroori
Zaroori hai yeh dooriyan
(Vishal +Chorus) Dooriyan bhi hai zaroori, bhi hai zaroori
Zaroori hai yeh dooriyan
(Monica)
Zyada nasdeekiyon mein dooriyon ke hote hain ishaare
Leheron ko chakhna na meethay nahi paani hai yeh khaare
(Chorus) Love kahe, (Vishal) mere paas tum na aana
(Chorus) Door se, (Vishal) accha hai timtimana
(Vishal)
Varna aadhe mein hoga dard ae jaana
Hai ziddi yeh badi majbooriyan bhi
(Vishal + Chorus)
Dooriyan bhi hai zaroori, bhi hai zaroori
Zaroori hai yeh dooriyan
(Monica + Chorus)
Dooriyan bhi hai zaroori, bhi hai zaroori
Zaroori hai yeh dooriyan
(Monica)
Main toh aisi baarish hoon
Jo teen ki chhat pe kood ke barse
Woh kuvar dheemi rut ki baras na paaye
Chhod ke tarse,
Dono barse Par sang sang kahan hai,
Thodi door se zindagi aasan hai,
Meri duniya aur uska bhi jahan hai
Hai ziddi yeh badi majbooriyan bhi
(Monica) Dooriyan bhi hai zaroori, bhi hai zaroori
(Monica) Zaroori hai yeh dooriyan, (Vishal) yeh dooriyan
(Monica) Dooriyan bhi hai zaroori, bhi hai zaroori
(Monica) Zaroori hai yeh dooriyan
Main Jiyoonga
Singer(s): Nikhil D’Souza, Mikey Mcclearyu
Music Director: Vishal – Shekhar
Lyricist: Prasoon Joshi
Length: 3:19
Khuli kitaab sa hai yeh chehra
Par hijab sa hai muskarana tera
Aur acting mein ustaad hoon main aayega kisi ko na nazar
Hogi na khabar
Pharsh pe ho bikhra jaisa para
Phisal raha hai khwaab yeh hamara
Par pairon mein uchhaal le kile ke ho pe seethiyan
Main jiyoonga, main jiyoonga
Beeti khushboo bhula ke, gunguna ke
Main jiyoonga, main jiyoonga, main jiyoonga
Beeti khushboo bhula ke, gunguna ke
Main jiyoonga
Chaand to karega ishaare
Aur chidhaayenge mujhko taare
Par yaadon ki lihaaf ki jo sar dhak loonga main, chhup jaaunga main
Khwaab ke parindey jo paale, kiye aasmaan ke hawaale
Udne doonga unko neeli neeli si aazaadiyon mein
Main jiyoonga, main jiyoonga
Beeti khushboo bhula ke, gunguna ke
Main jiyoonga, main jiyoonga, main jiyoonga
Beeti khushboo bhula ke, gunguna ke
Main jiyoonga
Pankh yeh, umeedon ke dhoop mein sukhaaunga
Maine dhun badal di hain geet naye gaaunga
Waise hawaon sang, dhyaan wo tera behta rahega
Par mausam chun chun ke rut nayi banaunga
Main jiyoonga, main jiyoonga
Beeti khushboo bhula ke, gunguna ke
Main jiyoonga, main jiyoonga, main jiyoonga
Beeti khushboo bhula ke, gunguna ke, bhul bhula ke, gunguna ke, bhul bhula ke, gunguna ke
Main jiyoonga
Ajab Leher
Singer(s): Neeraj Shridhar, Shekhar Ravjiani, Vishal Dadlani
Music Director: Vishal – Shekhar
Lyricist: Prasoon Joshi
Length: 4:02
Ajab leher hai, meri padosi
Ajab se chheentay, ajab ishaare
Ajab leher hai, meri padosi
Ajab se chheentay, ajab ishaare
Hai zindagi ke ajab se rang dhang
Ajab si dhan mein mujhe pukaare
Hai zindagi ke ajab se rang dhang
Ajab si dhan mein mujhe pukaare
Ajab leher hai, meri padosi
Ajab se chheentay, ajab ishaare
Yeh pyaas kaisi ke paaniyon ko
Kareeb se bas main behte dekhun
Aur apne khwaabon ke sang sach ko
Bade sukoon se main rehte dekhun
Ajab jharoke se khul gaye hain
Ajab si khidki, ajab nazaare
Ajab leher hai, meri padosi
Ajab se chheentay, ajab ishaare
You got me so confused I can’t tell if I’m comin’ or goin’
I got no way to know that you’re feelin’ what you’re thinkin’ girl
You know I try and try I just can’t breath the signs are showin’
You got me so confused I can’t tell if I’m comin’ or goin’
Nishaan kal ke, jo raith pe the
Unhe samandar ne pee liya hai
Aur ek jhonke ne baansuri se
Guzarte lamho ko jee liya hai
Ajab si baarish yeh ho rahi hai
Baras rahe hain yeh chaand taare
Ajab leher hai, meri padosi
Ajab leher hai, meri padosi
Ajab se chheentay, ajab ishaare
Ajab leher hai, meri padosi
Ajab se chheentay, ajab ishaare
Hai zindagi ke ajab rang dhang
Ajab si dhun mein mujhe pukaare
Hai zindagi ke ajab rang dhang
Ajab si dhan mein mujhe pukaare
Ajab leher hai, meri padosi
Ajab se chheentay, ajab ishaare
Adhoore
Singer(s): Vishal Dadlani, Alyssa Mendonsa
Music Director: Vishal – Shekhar
Lyricist: Prasoon Joshi
Length: 4:23
(Vishal)
Ik aawara nadi
Chalke woh khul ke sansanati sanam sanam
(Alyssa)
Aur woh hai ajeeb sa
Khamoshiyon ki ik tarang liye tarang
(Chorus)
Rishta yeh kaisa jalti re rait paaon ka
Rishta yeh kaisa jhil mil dhoop chaaon ka
(Vishal)
Oo adhoore tum adhoore
Hum bin tumhare
Oo adhoore tum adhoore
Hum bin tumhare
(Vishal)
Mutthiyon mein baadalon ko le ke woh nichod de
Woh raat ki chuppi mein shor natkhat chhod de
Mutthiyon mein baadalon ko le ke woh nichod de
Woh raat ki chuppi mein shor natkhat chhod de
Bebaak hai, bindaas hai
Use zindagi ki pyaas hai
Paas hai, par dooriyaan
Makhmali majbooriyaan hain
Oo adhoore tum adhoore
Hum bin tumhare
Oo adhoore tum adhoore
Hum bin tumhare
(Alyssa)
I’m incomplete without you
Can’t find my feet without you
(Alyssa)
I’m incomplete without you
Can’t find my feet without you
(Alyssa)
Mann ke kamro mein, woh khole khushbuon ki sheeshiyan
Wo saahilon mein dhoondta hai, ishq wali seepiyan
Mann ke kamro mein, woh khole khushbuon ki sheeshiyan
Saahilon pe dhoondta hai, ishq wali seepiyan
Pyaar hai romance hai, bas yehi sa naach hai
Do dilon ke darmiyan, khwaishon ki kashtiyan hai
(Vishal + Alyssa)
Oo adhoore tum adhoore
Hum bin tumhare
Oo adhoore tum adhoore
Hum bin tumhare
(Vishal)
Ik aawara nadi
Chalke woh khul ke sansanati sanam sanam
(Alyssa)
Aur woh hai ajeeb sa
Khamoshiyan ki ik tarang liye tarang
(Vishal)
Rishta yeh kaisa jalti re raith paaon ka
Rishta yeh kaisa jhil mil dhoop chaaon ka
Oo adhoore tum adhoore
Hum bin tumhare
Oo adhoore tum adhoore
Hum bin tumhare
Dhoop Ke Makaan Acoustic version
Singer(s): Shekhar Ravjiani
Music Director: Vishal – Shekhar
Lyricist: Prasoon Joshi
Length: 4:01
Baarish hai khayalon mein, sab dhul jaayega
Roshan rasta naya ik khul jaayega
Beh jaayega, tinka tinka kal ka silsila
Chalo mil jaayega aur ik haseen kaafila
Chalo dhoop ke makaan sa yeh hai safar
Dhalaan sa yeh mod meherbaan sa hai yeh
(Mod meherbaan sa hai yeh)
Dhoop ke makaan sa yeh hai safar
Dhalaan sa yeh mod meherbaan sa hai yeh
Kitni unchi shaak pe khushiyon ke pal
Phir bhi kuhshboo tod li humne ucchal
Haan kaanch ka saamaan de aur gir gaye hum
Jod kar khud ko banane phir gaye hum
Door dariya ke kinaare, zindagi karte ishaare
Aasman pe hai naye taare
Dhoop ke makaan sa yeh hai safar
Dhalaan sa yeh mod meherbaan sa hai yeh
mod meherbaan sa hai yeh (3)
Don’t Worry About Me
Singer(s): Vishal Dadlani
Music Director: Vishal – Shekhar
Lyricist: Prasoon Joshi
Length: 3:13
Don’t worry about me, I’ll be fine
I’ll make my bed and take my pills on time
And when I see somebody in the street
I’ll make sure I say Hello, I say Hello
Don’t worry about me, I’ll be good
And I’ll do all the things you said that I should
And when I see somebody in the street
I’ll make sure that I smile (though I can’t stand them)
They’ll never know
They’ll never see
They’ll never get through to me, get through to me, get through to me
They’ll never know
They’ll never see
They’ll never get through to me, get through to me, get through to me
Don’t worry about me, I’ll be OK
I’ll be the cryin’ one with nothin’ to say
Just sitting by himself in the corner
Silent soul thinking of you
Don’t worry about me, I’ll be alright
It’s just I haven’t slept for 64 nights
Coz sleep won’t come without your arms wrapped around my soul
They’ll never know
They’ll never see
They’ll never get through to me, get through to me, get through to me
They’ll never know
They’ll never see
They’ll never get through to me, get through to me, get through to me
It’s not that I got somethin’ to hide
It’s just that, just that I got nothin’ inside
It feels like, feels like the above of my ceiling’s wearing out
And I’m stuck in the dark without you
No, I know I said that I wouldn’t cry
But, but you gone so I don’t see why
I shouldn’t be spending every single day, girl, up on my floor
Thats my soul
Yeah I know there’ll be times when we’ll meet
Get a cup of tea or maybe a pass on the streets
And everytime you look into my eyes you’ll see I’m living there
(just fakin it)
They’ll never know
They’ll never see
They’ll never get through to me, get through to me, get through to me
They’ll never know
They’ll never see
Coz you are the only one, only one I ever knew
i love all the songs but the most i love is adhoore cause i had a break up nd after that lisened this song
@akash: plz find an elaborate collection of rock lyrics here: http://musicaloud.com/rocklyrics/
awesome lyrics…can u send the lyrics of hollywood songs
Lovee these songss!!
Thanxx soo much for the fantastic lyrics! 🙂