You can listen to the soundtrack here.
Zor Ka Jhatka
Written by: Irshad Kamil
Singers: Daler Mehndi, Richa Sharma
Now you can do it like this
Shake it to the left, you can do it like that
Shake it to the right
All my ladies and my mans and my mans and my ladies(2)
You can do it like this
Shake it to the left, you can do it like that
Shake it to the right
All my ladies and my mans and my mans and my ladies(2)
Now you can do it like this
Shake it to the left, you can do it like that
Shake it to the right
All my ladies and my man and my mans and my ladies(2)
(Daler)
Zor ka jhatka haye zoron se laga, haan laga
Shaadi ban gayi umarqaid ki saza, haan saza
Zor ka jhatka haye zoron se laga, haan laga
Shaadi ban gayi umarqaid ki saza, haan saza
(Richa)
Yeh hai udaasi, jaan ki pyaasi
Shaadi se achcha tum le lo phaansi
(Daler)
Laakhon dukhon ki hoti hai ye wajah, haan wajah
Zor ka jhatka haye zoron se laga, haan laga
Shaadi ban gayi umarqaid ki saza, haan saza
(Daler)
Jiski shaadi par jaana, usko itna samjhana
Jiski shaadi par jaana, usko itna samjhana
Na kar shaadi, yeh barbaadi, phir na pacchtaana
(Richa)
Jiski shaadi par jaana, usko itna samjhana
Na kar shaadi, yeh barbaadi, phir na pacchtaana
Haan mauka hai pagle, shaadi se bachle
Samjha le dil ko yeh shaadi ko machle
(Daler)
Shaadi ke mandap se tu khud ko bhaga, haan bhaga
Zor ka jhatka haye zoron se laga, haan laga
(Daler)
Sabse pehle shaadi thi, yaaron jahan mein jisne ki
Usko dhoondho, pakdo peeto, galti usne ki
(Richa)
Sabse pehle shaadi thi, yaaron jahan mein jisne ki
Usko dhoondho, pakdo peeto, galti usne ki
Woh tha saudai, banke kasai
Usne toh sabki lutiya dubayi
(Daler)
Paani mile na maaro aisi jagah, haan jagah
(Richa)
Zor ka jhatka haye zoron se laga, haan laga
(Daler)
Shaadi ban gayi umarqaid ki saza, haan saza
(Richa)
Zor ka jhatka haye zoron se laga, haan laga
(Daler)
Shaadi ban gayi umarqaid ki saza, haan saza
(Daler + Richa)
Zor ka jhatka haye zoron se laga, haan laga
O Bekhabar
Written by: Irshad Kamil
Singer: Shreya Ghoshal
O bekhabar, o bekadar, betaabiyan ko na badha
Dekh le hai pyaar ka kaisa nasha mujhpe chadha
O bekhabar, o bekadar, betaabiyan ko na badha
Aa dekh le hai pyaar ka kaisa nasha mujhpe chadha
Kaisa nasha mujhpe chadha..Kaisa nasha mujhpe chadha..
Mujhpe chadha..Mujhpe chadha..Mujhpe chadha..Mujhpe chadha.. (2)
O bekhabar, o bekadar, betaabiyan, bechainiyan hai jawan
Meri nazar dhoonde tujhe tu kahan
Haan tujhko main aankhon ka kaajal bana loon
Bekhabar, o bekadar, betaabiyan, bechainiyan hai jawan
Chaahungi main yun hi tujhe bepanah
Haan tujhko khushi sa labho pe saja loon
O bekhabar, o bekadar, betaabiyan ko na badha
Aa dekh le hai pyaar ka kaisa nasha mujhpe chadha
Kaisa nasha mujhpe chadha..Kaisa nasha mujhpe chadha..
Mujhpe chadha..Mujhpe chadha..Mujhpe chadha..Mujhpe chadha..
Kaisa nasha mujhpe chadha..Kaisa nasha mujhpe chadha..
Roop hoon teri dhoop hoon
Tu suraj hai mann ka mere
Ya ghani main hoon roshni
Ab chalte hoon dhalti hoon tujhko hi
Haan mere ik pehar, tu kahe thehar
Toh jaaon nagar se tere
Har ghadi mushkilon bhari
Kyun lagti hai jo bhi badalti hai bin tere
Tu mile toh silsile, ho woh shuru jo hai khuda ki raza
Tere bina hai zindagi bemaza
Tu mil jaaye toh main jahan se chhupa loon
O bekhabar, o bekadar, betaabiyan, bechainiyan hai jawan
Meri nazar dhoonde tujhe tu kahan
Haan tujhko main aankhon ka kaajal bana loon
O bekhabar
O pyaar bhi yun kabhi kabhi
Kar deta pareshaaniyan
Har jagah wohi woh lagey
Woh aashiq anari jo dil de ke leta ja
Paas bhi ho woh door bhi
Yeh kyun ho woh batlaaye na
Dil darre minnate kare
Ab usko yeh bolo ke aaye toh jaaye na
Bewajah, agar ho pata, kya hai yahi dil ki khata ki saza
Khud mein hi main, hoti hoon kyun laapata
Main jaanu na iss dil ko kaise sambhaalun
O bekhabar, o bekadar, betaabiyan, bechainiyan hai jawan
Meri nazar dhoonde tujhe tu kahan
Haan tujhko main aankhon ka kaajal bana loon
O bekhabar, o bekadar, betaabiyon ko na badha
Aa dekh le hai pyaar ka kaisa nasha mujhpe chadha
Kaisa nasha mujhpe chadha ..
Nakhre
Written by: Irshad Kamil
Singer: Francois
(Chorus)
Nakhre, nakhre, nakhre hai naatak re
Nakhre, nakhre, nakhre tu peechay hi rakh re
Nakhre, nakhre, nakhre hai naatak re
Nakhre, nakhre, nakhre tu peechay hi rakh re
Pyaar mohabbat pyaare jhooth hain
Ladki ghum ka basic root hai
Pyaar mohabbat pyaare jhooth hain
Ladki ghum ka basic root hai
Main toh inka roop jaal hai
Dooje baatein golmaaal hai
Teejhay inke nakhre khaamokha
Beshak dikhne mein yeh cute hain
Ladki ghum ka basic root hai
Beshak dikhne mein yeh cute hain
Ladki ghum ka basic root hai
Ek toh inka roop jaal hai
Dooje baatein golmaaal hai
Teejhay inke nakhre khaamokha
(Chorus)
Nakhre, nakhre, nakhre hai na takre
Nakhre, nakhre, nakhre tu peechay hi rakh re
Nakhre, nakhre, nakhre hai na takre
Nakhre, nakhre, nakhre tu peechay hi rakh re
Ooh! That girl’s got it going on
Ooh! That girl’s got it going on
She’s got the moves
She knows just how to do it
Yeah that girl’s got it going on
Ooh! So cool, so cool!
Ooh! She’s got it going on
Ladki patana hai kala
Lekin hai risky maamla
Majnu sa ban ke jhoola woh
Ghote khud apna hi gala
Aashiq pitaayi band ho
Ban jaaye aisa koi law
Jiska koi ho na boyfriend
College mein do na daakhila
Mard bhi inke aagey mute hai
Ladki ghum ka basic root hai
Mard bhi inke aagey mute hai
Ladki ghum ka basic root hai
Ek toh fashion roz roz hi
Dooje chunta weight loss ki
Teejhay inke nakhre khaamokha
She’s got it going on
She really turns me on
She drives me crazy, everytime she walks by.. yeah!
She makes me flat
Ladki jab banti premika
Band bajaaye chain ka
Udne lagte hain baad bhi
Udh jaata circuit brain ka
Patri pe baitha aadmi
Rasta phir dekhe train ka
Har banda inke saamne
Ban jaaye dhakkan drain ka
Sacchai yeh kadwa ghooth hai
Ladki ghum ka basic root hai
Sacchai yeh kadwa ghooth hai
Ladki ghum ka basic root hai
Ek toh roye baat baat pe
Dooje khatron mulakaat pe
Teejhay inke nakhre khaamokha
(Chorus)
Nakhre, nakhre, nakhre hai na takre
Nakhre, nakhre, nakhre tu peechay hi rakh le
Nakhre, nakhre, nakhre hai na takre
Nakhre, nakhre, nakhre tu peechay hi rakh le
Chhan Ke Mohalla
Written by: Irshad Kamil
Singer(s): Sunidhi Chauhan and Ritu Pathak
(Chorus)
Jali toh, bujhi na, kasam se koyla ho gayi ha
Lagi hai, tujhe na, kasam se tauba ho gayi ha
Jali toh, bujhi na, kasam se koyla ho gayi ha
Lagi hai, tujhe na, kasam se tauba ho gayi ha
(Sunidhi)
Mila na koi aisa, mere sapno ke jaisa
Mila na koi aisa, mere sapno ke jaisa
(Sunidhi + Ritu)
Chhan ke mohalla saara dekh liya
(Sunidhi)
Jawani chadti jaaye, karega kaun upaaye
Jawani chadti jaaye, karega kaun upaaye
(Sunidhi + Ritu)
Chhan ke mohalla saara dekh liya
(Chorus)
Jali toh, bujhi na, kasam se koyla ho gayi ha
Lagi hai, tujhe na, kasam se tauba ho gayi ha
Jali toh, bujhi na, kasam se koyla ho gayi ha
Lagi hai, tujhe na, kasam se tauba ho gayi ha
(Sunidhi)
Pyaar ki hera pheri kar ke meri saans se chura le
Ya mere dil ki basti nainon se loot le
Dekh ke woh albela mujhe akela apna bana le
Ho gayi neendein sasti, nainon se loot le
(Sunidhi)
Pyaar ki hera pheri kar ke meri saans se chura le
Ya mere dil ki basti nainon se loot le
Dekh ke woh albela mujhe akela apna bana le
Ho gayi neendein sasti, nainon se loot le
(Ritu)
Hai aisa kaun bata de, jo mann ki pyaas bujha de
Hai aisa kaun bata de, jo mann ki pyaas bujha de
(Sunidhi + Ritu)
Chhan ke mohalla saara dekh liya
(Chorus)
Jali toh, bujhi na, kasam se koyla ho gayi ha
Lagi hai, tujhe na, kasam se tauba ho gayi ha
Jali toh, bujhi na, kasam se koyla ho gayi ha
Lagi hai, tujhe na, kasam se tauba ho gayi ha
(Sunidhi)
Dor se kati patangi, main satrangi aaj hui hoon
Kyun bhala basna mera apne pe hi chale
Raam yeh kaisi maaya gori gaaya aag hui hai
Kyun bhala tan yeh mera paani mein bhi jale
(Sunidhi)
Dor se kati patangi, main satrangi aaj hui hoon
Kyun bhala basna mera apne pe hi chale
Raam yeh kaisi maaya gori gaaya aag hui hai
Kyun bhala tan yeh mera paani mein bhi jale
(Ritu)
Raamji rog mita do, vaid ka pata bata do
Raamji rog mita do, vaid ka pata bata do
Chhan ke mohalla saara dekh liya
Jawani chadti jaaye, karega kaun upaaye
Chhan ke mohalla saara dekh liya
(Chorus)
Jali toh, bujhi na, kasam se koyla ho gayi ha
Lagi hai, tujhe na, kasam se tauba ho gayi ha
Jali toh, bujhi na, kasam se koyla ho gayi ha
Lagi hai, tujhe na, kasam se tauba ho gayi ha
Tera Mera Pyaar
Written by: Irshad Kamil
Singer(s): Karthik, Mahalakshmi and Antara Mitra
(Chorus)
Tera mera pyaar hua hai lag jaaye na nazar
Aa maang duaayein aisi
Tera mera pyaar hua hai jag ko na ho khabar
Aa maang duaayein aisi
Tera mera pyaar hua hai lag jaaye na nazar
Aa maang duaayein aisi
Tera mera pyaar hua hai jag ko na ho khabar
Aa maang duaayein aisi
(Karthik)
Ab teri soch mein rehta hoon main
Ab tere pyaar se, mehka hoon main
(Antara)
Ab bewajah hasti hoon main
Ab bin piye masti hoon main
Ab mauj si behti hoon main
Ab mauj mein rehti hoon main
(Karthik)
Ab teri soch mein rehta hoon main
Ab tere pyaar se, mehka hoon main
(Chorus)
Tera mera pyaar hua hai lag jaaye na nazar
Aa maang duaayein aisi
Tera mera pyaar hua hai jag ko na ho khabar
Aa maang duaayein aisi
(Karthik)
Tu, khwaab hai tu, khwaab hai tu, khwaab hai tu
(Karthik)
Jab tu hasey, tab main hasoon
Jab tu udaasi mein ghirti kabhi chaahun main ke tabhi
Khushi koi la doon abhi
Jaanu na yun behka hoon kyun
Kyun chaandni si lagey dhoop bhi pyaare mausam sabhi
Naye huye jazbaat bhi
(Antara)
Ab dhoop si chadti hoon main
Ab shaam si dalti hoon main
Ab aag bin jalti hoon main
Ab neend mein jalti hoon main
(Karthik)
Ab teri soch mein rehta hoon main
Ab tere pyaar se, mehka hoon main
(Karthik)
Thoda naya, thoda judaa
Lagta hai woh din tu jis din mile mera yun dil khile
Mitey khuda se bhi giley
Saara jahan ho khushnuma
Pyaara lagey raahon mein jo mile na rahe faasle
Khushi koi angdaai le
(Antara)
Ab pyaar ki angdaai mein
Ab bewajah sharmayi main
Ab dhoondti tanhai main
Ab toh rahun paglayi main
(Karthik)
Ab teri soch mein rehta hoon main
Ab tere pyaar se, mehka hoon main
(Chorus)
Tera mera pyaar hua hai lag jaaye na nazar
Aa maang duaayein aisi
Tera mera pyaar hua hai jag ko na ho khabar
Aa maang duaayein aisi
(Karthik)
Tu, khwaab hai tu, khwaab hai tu, khwaab hai tu
Dhak Dhak Dhak
Written by: Irshad Kamil
Singer: Mika Singh
Dhak dhak dhak dhak dhak kyun, dhak dhak dhak dhak dhak haan (2)
Dhak dhak dhak dil dhadke
Dhadkan gaaye ek nagma sa
Dhak dhak dhak iss dhadkan ke har nagme ko sun le na
Dhak dhak dhak tu dhadkan ki tadpan ko kyun samjhe na

Haan dil ke fasaane, dil ko sunaane
Hai rutt suhani mein
Mere se naina, apne bana le
Hai iss jawani mein
Haan dil ke fasaane, dil ko sunaane
Hai rutt suhani mein
Mere se naina, apne bana le
Hai iss jawani mein
Pal pal pal pal ke, pal pal pal pal haan
Pal pal pal do pal ke, gin gin daale ik surma sa
Pal pal pal un palkon mein, tu humko bhi bun le na
Dhak dhak dhak tu dhadkan ki tadpan ko kyun samjhe na
Dhak dhak dhak dhak dhak kyun, dhak dhak dhak dhak dhak haan (2)
Ho meri jawani ki kahani, tum bin adhoori hai
Tera mera hona, mera tera hona
Ab toh zaroori hai
Ho meri jawani ki yeh kahani, tum bin adhoori hai
Tera mera hona, mera tera hona
Ab toh zaroori hai
Jal jal jal jal jal jalke, jal jal jal jal jal jal ha
Jal jal jal bujhna jaaye, chaahat apni kuch karna
Jal jal jal ik doojepan kyun daale hum din raina
Dhak dhak dhak tu dhadkan ki tadpan ko kyun samjhe na
Dhak dhak dhak dhak dhak kyun, dhak dhak dhak dhak dhak haan (2)
Luk Chup Jaana
Written by: Irshad Kamil
Singer(s): Tulsi Kumar and KK
(Tulsi)
Luk chup jaana, nazar ko milaana (4)
(KK)
Tu hai jahan jahan, main hoon wahan wahan
Tere bina meri visaat hi kya hai
(Tulsi)
Luk chup jaana, nazar ko milaana
(KK)
Tu hai adaa adaa, main hoon fida fida
Jaane wafa teri toh baat hi kya hai
(Tulsi)
Luk chup jaana, nazar ko milaana
(Chorus)
Oh haseen zara mere lag ja gale gale gale gale
Aaja chup ja meri palkon tale tale tale tale
Oh haseen zara mere lag ja gale gale gale gale
Aaja chup ja meri palkon tale tale tale tale
(KK)
Tu hai subah subah, maangi koi dua
Poori kare khuda muraad hai meri
(Tulsi)
Luk chup jaana, nazar ko milaana
(KK)
Tera karun zikar, na ho koi fikar
Khoya rahun sada main yaad mein teri
(Tulsi)
Luk chup jaana, nazar ko milaana
(Chorus)
Oh haseen zara mere lag ja gale gale gale gale
Aaja chup ja meri palkon tale tale tale tale
Oh haseen zara mere lag ja gale gale gale gale
Aaja chup ja meri palkon tale tale tale tale
(KK)
Aaja meri baahon mein samaa jaa
Tu zamaane ko dikha jaa
Tera pyaar mera hai
Main hi teri aankhon mein basa hoon
Teri baahon mein kasa hoon
Mera pyaar tera hai
(Chorus)
Ankahi koi dil mein hasrat pale pale pale pale
Jalne de jahan ko jo hum tum mile mile mile mile
Ankahi koi dil mein hasrat pale pale pale pale
Jalne de jahan ko jo hum tum mile mile mile mile
(Chorus)
Woh hassi zara mere lag ja gale gale gale gale
Aaja chup ja meri palkon tale tale tale tale
I am Dog Gone Crazy
Written by: Irshad Kamil
Singer: Suraj Jagan
I am dog gone crazy
Tere dil ke ishaaron pe main chalta hoon
Tere khwaabon ki baharon mein main palta hoon
Tere dil se main hokey bina rokey bina tokey tere
Ishq ki raah nikalta hoon
Oh baby, I’m dog gone crazy
O make me, o break me, o take me for you I’m damn crazy
Tere love ka tu thoda mujhe passion de
Mujhe chahti hai kabhi confession de
Main toh har pal sochun tujhe, paaun yahi,
Chahun mujhe milne tu apne possession de
Oh baby, I’m dog gone crazy
O make me, o break me, o take me for you I’m damn crazy
OK, watch me now
Na na na .. na na na..
Tu hai sone jaisi, chaandi jaisi, heere jaisi, moti jaise, taaron ki nazaaron jaisi tu
Ab kaise haan koi bhi kaise tujhe choo sakta
Tu toh jaanti hai, maanti hai, mujhe pehchaanti hai
Phir bhi na jaane aisa kyun
Tu samjhe na meri wafa ko haan aisa lagta
Tere liye raaton ko main jagta hoon
Teri raahon ko main tanha takta hoon
Teri choti choti baaton ko fasaano ko main yaadon ko main
Har pal dil mein rakhta hoon
Oh baby, I’m dog gone crazy
O make me, o break me, o take me for you I’m damn crazy
OK, watch me now
Na na na.. na na na..
Baaki Mein Bhool Gayi
Written by: Irshad Kamil
Singer: Shreya Ghoshal
Mera mohabbat kaam hai
Dil ka toh dil hi daam hai
Honthon pe tera naam hai
Baki main bhool gayi
Tere khayalon mein rahun
Apne khuda se yeh kahun
Tumse judaa na ab main hoon
Baki main bhool gayi
Maanuna rutwayi, yeh haath hi apna paayi
Maanuna rutwayi, yeh haath hi apna paayi
Yaara tu hi toh ab mujhe yaad hai
Baki main bhool gayi
(Tere khayalon mein rahun
Apne khuda se yeh kahun
Tumse judaa na ab main hoon
Baaki main bhool gayi)
Tera hai mera har sawera
Laga tera hai mere dil mein tera mujhe khera
Ishq ne tere khera sajna
Rehna hai mujhe dil mein rehna
Lagey naina, beetay nainon mein rehna
Chahun kehna, teri hoon teri hai na sajna
Tujhko jo saamne paaun
Toh sab kuch hi bisraaun
Tujhko jo saamne paaun
Toh sab kuch hi bisraaun
Mujhko saara zamana tere baad hai
Baki main bhool gayi
Tera hai mera har sawera
Laga tera hai mere dil mein tera mujhe khera
Ishq ne tere khera sajna
Rehna hai mujhe dil mein rehna
Lagey naina, beetay nainon mein rehna
Chahun kehna, teri hoon teri hai na sajna
Tujhko jo saamne paaun
Toh sab kuch hi bisraaun
Tujhko jo saamne paaun
Toh sab kuch hi bisraaun
Mujhko saara zamana tere baad hai
Baki main bhool gayi
Mera mohabbat kaam hai
Dil ka toh dil hi daam hai
Honthon pe tera naam hai
Baki main bhool gayi
Helpful blog, bookmarked the website with hopes to read more!